Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday/ Poetry..]

A Blog by AmeerAli...Send Free SMS To Pakistan FREE... Unlimited ||The Fastest SMS Service..... Listen Live Radio 24/7...[TEXT2PK] Play Oline Games.........[TEXT2PK]
Showing posts with label Faraz SMS. Show all posts
Showing posts with label Faraz SMS. Show all posts

Faraz Apni Begum Sai

1 comments
Hata Lo Apne Chehre Se Ye Zulfein
Ae JAAN-E-FARAZ
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Agli Baar Khaanay Main Baal Aya To Ganja Kar Donga.

Faraz Aur Zubaida Aapa

0 comments
Faraz zubaida apa ke liye farmate hen.
Apa kya khub ada tum pati ho,
Apa kya khub ada tum pati ho,
ek bat batao,
ye totke kahan se chant k lati ho?

lakeeren b mil jati hen

Nafrat k saaye main mohabbat ki jati hy

FaRaz,,,
.
.
Hathon main hon hath to lakeeren b mil jati hen...

Faraz Kay SMS

Ab to beghairtiyan is qadar barh gai hain,.....,
"Faraz"

Sher kisi aur ka hota hai aur nam mera thok dete hain..!!

Faraz SMS MESSAGES

0 comments
Dard deny se mohabat barhti hay Faraz..

Ye keh k wo meri ungli darwazay mai phansa gaye
|!
|!"\(-,-)
|! //>
_/\_ . Vayee ammmmi

muhabat ki saza

0 comments
Main ne ussay kaha,
Mujhay muhabat ki saza do FARAZ.....


Uss ne ja k sub kuch meray Abu ko bta diya. . . . . . ;-).

DARAZ, chot Brother of FARAZ

0 comments
Meri mohabat ka mazak mt banao


      "'DARAZ'"   

hyraan mat hon, i m  chota brother of 'FARAZ'

Baarishain ho hi jaati hay

0 comments
Baarishain ho hi jaati hain mere shaher mein
 “Faraz”
Kabhi badalon se to kabhi aankho se….!!

Faraz ya Farzana

0 comments
“FARAZ” ki Bharpoor kamyabi k baad Ab uski Behn “FARZANA”
In barishon se dosti achi nhi “FARZANA”
Bura hy zamana chalo ghar ja k nahana…;-)

Miss se pyar karna

0 comments
Barra mushkil hai "miss" se pyar karna.
"Faraz"

Love letter beja tha. home work samaj k check kardia.
0 comments
Lazim to nahin k zuban izhar kary
Kuch juzbon ko "EHSAS" b hawa detay hein.
Khamosh mohbat b ibadut hai FARAZ "
Aisee muhabat" ko frishtay b dua detay hai.

Bin us k Jiya nahi jata

0 comments
Agar woh waja na pochay to ik baat kahon Faraz,

Bin us k ab hum say Jiya nahi jata ...

Utility store sey cheini la k dikhao

0 comments
Faraz: Mai tumharey liye asman sey taare tor k la sakta hun.

Sana: Ye to aam baat hey Agar mujsey sacha pyar karte ho to utility store sey cheini la k dikhao.

Faraz Sms

0 comments
Main "KHUDA" ki "nazron" mein kaisy na "Gunahgaar" hota
"FARAZ"

k jab "Sajdoun" mein b wo "Shakhas" "Yaad" anay laga.

FarazSms

0 comments
Kiss Qadar Anjan hai yeh
"Silsila-e-NOOR"
bhi..!

"FARAZ"

Muhabat to Qaim rehti hai, magar "Insan" toot jatay hain.

Cheeni Ley Ana

0 comments
"Us Ne Apne Birthday" "par ye keh kr" "pareshan kr Diya"
""FARAZ........
*
  *
*
"Gift Mat Lana" "Cheeni Ley Ana"

Faraz In Gujrati

0 comments
Aurablogon ki purzor farmaish pay
Faraz GUJRATI mai mulahiza farmaien,

Aa kevi masti chey, aa suu mazak chey..
Jey pan mesg parho, ema likhelu Faraz chey ;-)

FARAZ IN HINDI:

0 comments
FARAZ IN HINDI:
Faraz kehtay hain ke aatma chor jati hai shareer purana....

Didi tera dewar deewana!
Hai raam kuryoon ko dalay dana ;-)

Mere Dil Ki Masjid

0 comments
"Jab Mere Dil Ki Masjid Mein Teri Yadon Ki Aazan Hoti Hai,
",Faraz,"

To Apne Hi Aansuon Se Wazoo Kar Ke Teri Muhbbat Ki Ebadat Karta Hoon...

Faraz k Liye Naya Saal

0 comments
Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"

Posted By: Azhar

Advertisement Block