Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday/ Poetry..]

A Blog by AmeerAli...Send Free SMS To Pakistan FREE... Unlimited ||The Fastest SMS Service..... Listen Live Radio 24/7...[TEXT2PK] Play Oline Games.........[TEXT2PK]
Showing posts with label Funny Poetry. Show all posts
Showing posts with label Funny Poetry. Show all posts

Mat nikalo mera janaza

Mat nikalo mera janaza uski gali se
.

.
Warna uska baap kahe ga


.
.
Sala martay martay bhi ak chakar laga gaya...!!! :-P

PARHAI complete kar

0 comments
Hawaen kehti hen D0STI karo...
Fizaen kehti hen PYAR karo..
Baharen kehti hen SHADI karo...
Or gahr wale kehte hen...
"bakwas band karo aur PARHAI complete karo"

Mehsoos Bhi Na hony Diya

0 comments
Usnay Mehsoos Bhi Na hony Diya,
Yuoon Kahani ka Rukh Moor Diya,
Milny Julny main ki Kami Pehly,
Phir Rafta Rafta Hameen Choor Diya..,


Posted By:
*Nadeem Sahir Arain


Mental Hospital bhad jao

0 comments
..
: _ * _________
__/ !__!- - - - - - -!
!_(@)--!___(@) _!
MENTAL HOSPITAL VAN
Pagalon ko uthane i hai, Apko meri dosti ki qasam BHAG JAo.

Faraz k Liye Naya Saal

0 comments
Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"

Posted By: Azhar

pyar ka nasha

0 comments
Uski ankhon mein lagta tha ke pyar ka nasha hai
"FARAZ"




Wo to bad mein pata chala kamina Chars peeta tha...

Funny Poetry sms

0 comments
¤Arz kya he insan hi insan ko dass raha he..

wah wah

Insan hi insan ko dass raha he..












aur saanp side pe beth k hans raha hai.. :-D

Urr raha tha ghalib

0 comments
¤Hawa main betab urr raha tha ghalib

Wah!wah

Hawa ma betab urr raha tha ghalib

Ooohhh!

Phir..!

Phir kia Ruk gayi hawa gir gya ghalib.

prem kahani ki ending

0 comments
Meri prem kahani ka ajeeb ending tha.

wah wah

Izhar-e- Muhabat sms se kiya,

jo unki shadi tak pending tha..

Masti mein jiya kar

0 comments
Zindagi aab sai masti mein jiya kar;

ISHQ buri cheex hai na kiya Kar!

Apna Poora Dheyaan CAREER pe mor da,

Apni Sari GirlFriend Mere liye chor d

Dost tere bageer ek paal bhi

0 comments
¤Dost tere bageer ek paal bhi na reh paoonga,

Bus dil dil mein ek hasrat liyemar jaonga,

Matt rona mere marne par aae Dost,

Mar k Bhi tere liye Biryani Chor Jaonga..

Advertisement Block